Who is in behind [Ram mandir scam]
Ram Mandir Donation Scam (चढ़ावा चोरी)
राम मंदिर दान चोरी का खुलासा (June 2026) में हुआ है जहाँ मंदिर के दानपत्रों में आने वाला Cash, Gold और Silver को गायब किया जा रहा था।
कहा जा रहा है की इसमें पाकिस्तानी Cybers का हाथ है
और Uttar Pradesh सरकार द्वारा गठित SIT (Special Investigation Team) की जाँच के बाद पुलिस ने 8 लोगो को गिरफ्तार किया है। यह सभी लोग मंदिर के Cash Counting (पैसा गिनने) का काम करते थे।
- Ramashankar Yadav उर्फ Tinnu Yadav को (Trust ke purv maha-mantri Champat Rai ka sahayak/driver bataya gaya)
- Subhash Chandra Srivastava (Cash-counting staff ka in-charge)
- Avinash Shukla
- Anukalp Mishra
- Lavkush Mishra
- Manish Yadav
- Ramashankar Mishra
- Karunesh Pandey
Note: Inme se 6 aaropi Varanasi ki ek private security agency (Sainik Security Services) ke employee the, jise State Bank of India (SBI) ke local level par counting ke liye lagaya gaya tha.
Ram Mandir me chori kaise hui thi?
Siphoning/Paisa Gayab Karna: Mandir ke daanpatro me desh-videsh ke shraddhalu jo cash, sona aur chandi chadhate the, use bank me deposit karne se pehle hi counting ke dauran ek systematic tarike se chura liya jata tha.
Fake QR Code: Janch me pata chala ki ek aaropi (Avinash Shukla) ke thikane se "Ramrajya Kosh" naam ka ek daanpatra mila jispar ek Paytm QR Code laga tha, jisse paisa seedhe unke personal accounts me ja raha tha.
Pressure on Bank: Kuch reports ke mutabik, bank par dabaav banakar in logo ko cash-counting ki team me shamil karwaya gaya tha.
( July 2026)
Resignations: Mamla badhne par Shri Ram Janmabhoomi Teerth Kshetra Trust ke General Secretary Champat Rai aur Trustee Anil Mishra ne moral responsibility lete hue apne pado se isteefa de diya hai.
Recoveries: Police ne ab tak in aaropiyo ke paas se lagbhag ₹79.85 lakh cash, sona, chandi aur $1,121 USD baramad kiye hain. Sabse zyada recovery Avinash Shukla (~₹20.39 lakh) aur Karunesh Pandey (~₹18.07 lakh) se hui hai.
Legal Action: Sabhi 8 aaropi 14-day judicial custody me hain. Ayodhya Bar Association ne niyam banaya hai ki koi bhi local lawyer in aaropiyo ka case nahi ladega (ladne par ₹5 lakh ka jurmana hai). Udhar, mamla Supreme Court bhi pahunch chuka hai jahan CBI janch ki maang ki ja rahi hai.
VIP Darshan Racket: SIT ab isi se jude ek aur angle ki janch kar rahi hai jahan shraddhaluon se mote paise lekar illegal tarike se VIP Darshan karwane ka racket chalaya ja raha tha.
2. Ram Mandir Cyber Scams (Online Fraud)
Yeh scam tabhi se chal raha hai jab se mandir ka udghatan (January 2024) hua hai. Isme cyber criminals aam janta ko nishana banate hain.

Comments