Posts

Showing posts with the label safety tips

DDP Scam 2026: Digital Arrest, Deepfake, aur Phishing Link

Image
Share on WhatsApp Cyber Epidemic: आज के दौर में जहां Digital Banking और Internet ने हमारी जिंदगी आसान बना दी है, वही साइबर अपराधियों ने Fraud के ऐसे नए तरीके ढूंढ निकाले हैं जो किसी का भी दिमाग घुमा दें। Ab cyber crime sirf ek aam message ya OTP chori tak seemat nahi raha, balki yeh psychological warfare ban chuka hai. National Human Rights Commission (NHRC) ke ek haliya data ke mutabik, pichle 6 saalon mein Indians ne cyber frauds mein lagbhag ₹52,976 crore gawaye hain. Hum baat karenge 3 sabse khatarnak cyber scams ki— Digital Arrest , Deepfake Videos , aur Phishing Links 1. Digital Arrest Scam: Darr Ka Fayda Uthana Digital Arrest kya hai?  इस फ्रॉड में Scammers खुद को CBI, Narcotics Department, ED, ya Mumbai Cyber Police ke bade officers batakar logon ko video call (Skype ya WhatsApp Apps) par lete hain. Woh piche fake police station ka set-up dikhate hain aur daawa karte hain ki aapke naam par koi illegal parcel (drugs ya fake passports) pakda gay...